Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile
Alakh Pandey (PhysicsWallah)

@physicswallahap

Official handle of Alakh Pandey

ID: 3135808137

linkhttp://www.pw.live calendar_today05-04-2015 06:25:47

201 Tweet

140,140K Followers

0 Following

News18 (@cnnnews18) 's Twitter Profile Photo

#NEET2024 Controversy: Alakh Pandey (PhysicsWallah) Alakh Pandey Explains NEET Exam Result 2024 Controversy #neetexam2024 #NEET_рдкрд░реАрдХреНрд╖рд╛ Watch here: youtube.com/live/IlagEMR-hтАж

Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile Photo

Kal, 13 june- Hon. Supreme Court me humare case Alakh Pandey Vs NTA ki hearing hai. We thank the Court, unhone matter ko priority di. Hum sab chahte hai ki Hon. Judges Baccho ko kuch relief de. Kal jo bhi ho, aap ye baat yaad rakhiega ki ek exam aapki life ka end nahi ho skta. ЁЯЗоЁЯЗ│

Kal, 13 june- Hon. Supreme Court me humare case Alakh Pandey Vs NTA ki hearing hai. We thank the Court, unhone matter ko priority di. Hum sab chahte hai ki Hon. Judges Baccho ko kuch relief de.
Kal jo bhi ho, aap ye baat yaad rakhiega ki ek exam aapki life ka end nahi ho skta. ЁЯЗоЁЯЗ│
Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile Photo

Aaj Alakh Pandey Vs NTA ki Hon. Supreme Court me Pehli Sunwayi thi. NTA ne ye accept kia Grace number ka concept hatana chahie. But yaha humari demands khatam nhi hoti. 1563 ka number or jyada ho skta hai ? Paper leak? High Cut off? Ye saare matters pe sangharsh jaati rhega.

Aaj Alakh Pandey Vs NTA ki Hon. Supreme Court me Pehli Sunwayi thi. 
NTA ne ye accept kia Grace number ka concept hatana chahie. But yaha humari demands khatam nhi hoti. 1563 ka number or jyada ho skta hai ? Paper leak? High Cut off? 
Ye saare matters pe sangharsh jaati rhega.
Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile Photo

NEET FIASCO: 2 Points jo kaafi uth raha or thoda Propaganda bhi ho raha hai, unhe hum clear kar rahe hain. Allegation & fact wise. I still believe in our judiciary & MoE. People are active & are finding solutions. What I still debate is 'time is our enemy' Sharing a clip┬аI┬аfound.

Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile Photo

NTA is now under CBI inquiry for discrepancies in #NEET 2024 & NTA Chief has been removed. A high-level committee of 7 experts, led by Ex-ISRO Chief, will take charge. Prompt response from Govt. of India & MoE for taking action is appreciated. But time is of utmost importance

Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile Photo

Nandan Nilekani Sir se jab bhi milte hain bahut jyada motivating lagta hai. AADHAR Card ki Origin Story, UPI ka Impact and How he thought of such ideas, How he decides Which battles are worth fighting for? Sir bolte hain Plant some seeds and then wait for a few of them to grow

Nandan Nilekani Sir se jab bhi milte hain bahut jyada motivating lagta hai. 
AADHAR Card ki Origin Story, UPI ka Impact and How he thought of such ideas, How he decides Which battles are worth fighting for? 

Sir bolte hain Plant some seeds and then wait for a few of them to grow
Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile Photo

Aaj honorable supreme court ka faisla aaya aur ye clear ho gaya ki Re-NEET nahi hoga. Kaafi bache niraash hain, dukhi hain, hona bhi chahiye NEET ki taiyaari me bahut efforts lagte hain. Hum apne bacho se kahenge ki manniye supreme court akhiri darwaja hai jahan tak ham pahunch

ЁЯЗоЁЯЗ│ рдЬрдп рд╣рд┐рдВрдж! рд╕рднреА рдХреЛ рд╕реНрд╡рддрдВрддреНрд░рддрд╛ рджрд┐рд╡рд╕ рдХреА рд╢реБрднрдХрд╛рдордирд╛рдПрдБ! рдЖрдЬ рдХреЗ рдпреБрд╡рд╛рдУрдВ рдХрд╛ рд╕рдВрдШрд░реНрд╖ рдорд╛рдирд╕рд┐рдХ рддрдирд╛рд╡ рдФрд░ рд╕реЛрд╢рд▓ рдореАрдбрд┐рдпрд╛ рдХреА рджрд┐рдЦрд╛рд╡рдЯреА рджреБрдирд┐рдпрд╛ рд╕реЗ рд╣реИред рд╣рдореЗрдВ рдпрд╛рдж рд░рдЦрдирд╛ рдЪрд╛рд╣рд┐рдП рдХрд┐ рд╣рд░ рд╡реНрдпрдХреНрддрд┐ рдХреА рдпрд╛рддреНрд░рд╛ рдЕрдиреЛрдЦреА рд╣реИред рдмрдЪреНрдЪреЛрдВ рдХреЛ рдЕрдкрдиреА рдЦреБрдж рдХреА рд░рд╛рд╣ рдЪреБрдирдиреЗ рдХрд╛ рдореМрдХрд╛ рджреЗрдВ, рди рдХрд┐ рдХреЗрд╡рд▓ рд╕рд╛рдорд╛рдЬрд┐рдХ рджрдмрд╛рд╡ рдХреЗ рддрд╣рддред рдЬреАрд╡рди рдореЗрдВ рдЫреЛрдЯреА-рдЫреЛрдЯреА

Aaj rakshabandhan ke din hum apni behno se kahenge ki, Kaali Roop lene ka samaye aa gaya hai, Pyaar me Radha, Grahasti me Janki aur Maa me Yashoda ka roop hum sabne dekha hai, Lekin ab khud ke samman ke liye Kaali roop dharan karna hoga Aur desh ke har yuva se hum kahenge ki,

Aaj rakshabandhan ke din hum apni behno se kahenge ki, Kaali Roop lene ka samaye aa gaya hai, 
Pyaar me Radha, Grahasti me Janki aur Maa me Yashoda ka roop hum sabne dekha hai, 
Lekin ab khud ke samman ke liye Kaali roop dharan karna hoga

Aur desh ke har yuva se hum kahenge ki,
Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile Photo

Ek Sunny ko aap padhaoge ??? Sunny, 18 saal ka hai, jo pichle 3 saal se Noida me Samose ka thela lagata hai, din ke kuch 300 Rs bachata hai, jisse uska ghar chalta hai, Ek Gareeb parivar me paida hone ke baad bhi Sunny or uski Ma ne sapna dekha Doctor banne ka... Ab Mehangi

Ek Sunny ko aap padhaoge ???

Sunny, 18 saal ka hai, jo pichle 3 saal se Noida me Samose ka thela lagata hai, din ke kuch 300 Rs bachata hai, jisse uska ghar chalta hai,
Ek Gareeb parivar me paida hone ke baad bhi Sunny or uski Ma ne sapna dekha Doctor banne ka... 
Ab Mehangi
Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile Photo

Aaj ke din se humara bahut khaas rishta hai, kyunki humne ek student se teacher banne tak ka safar taye kiya hai! "рдЬреНрдЮрд╛рди рдХреЗрд╡рд▓ рджреЗрдиреЗ рдХрд╛ рдирд╣реАрдВ рд╕реАрдЦрдиреЗ рдХрд╛ рднреА рдорд╛рд░реНрдЧ рд╣реЛрддрд╛ рд╣реИ" Jab hum student the to apne teachers se sikhte the, aaj teacher hain to apne students se sikhte hain... Happy

Aaj ke din se humara bahut khaas rishta hai, 
kyunki humne ek student se teacher banne tak ka safar taye kiya hai!

"рдЬреНрдЮрд╛рди рдХреЗрд╡рд▓ рджреЗрдиреЗ рдХрд╛ рдирд╣реАрдВ рд╕реАрдЦрдиреЗ рдХрд╛ рднреА рдорд╛рд░реНрдЧ рд╣реЛрддрд╛ рд╣реИ"
Jab hum student the to apne teachers se sikhte the, aaj teacher hain to apne students se sikhte hain...

Happy
Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile Photo

Bachpan wali Diwali ki yaade humesha khaas hoti hai, ghar ki safai, lights lagana, pooja, mithai ka intezaar aur dosto ke sath patakhe jalana, Lekin jaise jaise bade huye zimmedariyon ne sabse Durr kar diya. Isliye Is baar humne socha, sab bhool kar bachon ke sath Diwali

Bachpan wali Diwali ki yaade humesha khaas hoti hai, ghar ki safai, lights lagana, pooja, mithai ka intezaar aur dosto ke sath patakhe jalana, 
Lekin jaise jaise bade huye zimmedariyon ne sabse Durr kar diya. 

Isliye Is baar humne socha, sab bhool kar bachon ke sath Diwali
Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile Photo

Hum Children's Day Kyu Manaye? hum to Mature adults hain, Bhole Bache thodi na! Bhole bache isliye kyunki dimaag kuch bhi soch leta tha Pilot banege, Astronaut banege, Hero banege, Par fir Mature Jawani aa gayi, bhola bachpan khatam ho gaya. Ab No imaginations, No dreams! Ek

Hum Children's Day Kyu Manaye? hum to Mature adults hain, Bhole Bache thodi na!
Bhole bache isliye kyunki dimaag kuch bhi soch leta tha Pilot banege, Astronaut banege, Hero banege,
Par fir Mature Jawani aa gayi, bhola bachpan khatam ho gaya.
Ab No imaginations, No dreams! 

Ek
Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile Photo

Gukesh Dommaraju, aapko dil se Shubhkamnayein, 18 saal ki umar me shatranj ki duniya ke sabse yuva world champion banane ke liye. Jis umar mein log sapne dekhte hain, us umar mein, apne sapno ko reality bana dena, yeh baat aapko sabse alag banati hai. Yeh milestone sirf aapki

Gukesh Dommaraju, aapko dil se Shubhkamnayein, 18 saal ki umar me shatranj ki duniya ke sabse yuva world champion banane ke liye. 

Jis umar mein log sapne dekhte hain, us umar mein, apne sapno ko reality bana dena, yeh baat aapko sabse alag banati hai. Yeh milestone sirf aapki
Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile Photo

Body par bahut saare jakhmo ke nishaan the... but face par ab smile thi. Sarfraz, West Bengal ke Akalabad gaon ka pehla doctor banne ja raha hai. Kabhi eete uthakar sapne banaye the, aaj MBBS ki tayyari me apni jagah bana chuka hai!

Startup Founders shine with awards & fame, but the real heroes are the teams behind the scenes! Founders ko awards aur limelight milti hai, par ek company ko successful banane ka asli credit us team ka hai jo apna passion, dedication aur intent laga deti hai. Meri team ne

Startup Founders shine with awards & fame, but the real heroes are the teams behind the scenes! 

Founders ko awards aur limelight milti hai, par ek company ko successful banane ka asli credit us team ka hai jo apna passion, dedication aur intent laga deti hai.

Meri team ne
Alakh Pandey (PhysicsWallah) (@physicswallahap) 's Twitter Profile Photo

Cricket sirf ek game nahi, ek emotion hai.. Jab bhi India cricket khelti hai, lagta hai jaise koi festival ho Aaj ka mahol bhi kuch aisa hi hai Yeh sirf ek match ki jeet nahi, yeh junoon, mehnat aur ekta ki jeet hai Indian team har baar dil jeet leti hai Proud moment for all us

Cricket sirf ek game nahi, ek emotion hai..
 Jab bhi India cricket khelti hai, lagta hai jaise koi festival ho Aaj ka mahol bhi kuch aisa hi hai Yeh sirf ek match ki jeet nahi, yeh junoon, mehnat aur ekta ki jeet hai Indian team har baar dil jeet leti hai
Proud moment for all us